Chand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jaana
Chand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jaana..
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Gumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khamosh hai
Ye samaa, haan yeh samaa, kuchh aur hai
O ho ho
Chand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Nazdeekiyaan badh jaane de
Are nahin baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Yeh dooriyan mit jaane de
Are nahin baba nahi
Abhi nahi nahi nahi
Dur se hi tum jee bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise dur se dekhun
Chand ko jaise dekhta chakor hai
Ae gumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khaamosh hai
Yeh samaa, haan yeh samaa, kuchh aur hai
O ho ho
Chand chhupa baadal mein
Sharma ke meri jane jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Aaja re aaja chanda
Ke jab tak tu na aayega
Sajna ke chehre ko dekhne
Yeh mann tarsa jaayega
Na na chanda tu nahi aana
Tu jo aaya toh sanam sharma ke
Kahin chala jaaye na
Aaja re aaja chanda
Tu laakh duayein paayega
Na na chanda tu nahi aana
Warna sanam chala jaayega
Aanchal mein tu chhup jaane de
Are nahin baba, nahin baba
Nahi nahi nahi
Zulfon mein tu kho jaane de
Are nahin baba, nahin abhi
Nahi nahi nahi
Pyaar to naam hai sabra ka humdam
Wohi bhalaa bolo kaise karein hum
Saawan ki raah, jaise dekhe mor hai
Hai rehne bhi do jaane bhi do
Ab chhodo na, mooh modo na
Ye samaa, haan ye samaa, kuchh aur hai
Aaya re aaya chanda
Ab har khwaahish poori hogi
Chandini raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi
(Aaya re aaya chanda
Ab har khwahish puri hogi
Chandini raat mein har sajni
Apne sajna ko dekhegi)-3
Also Read: उदित नारायण (Udit Narayan) Bio